What is Blogging in Urdu - Earn $1000 Monthly

What is Blogging & How to Make Money From It?

What is Blogging in Urdu - Earn $1000 Monthly
What is Blogging in Urdu - Earn $1000 Monthly

Asalam-o-Alaikum Mera Name Mohammad Muneeb Adil hay or Aj may ap Sub ko Batanay Wala hu kay What is Blogging and How a Beginner can Start Earning Through Blogging.Kay aj may Ap sub ko Mukammal Tariqa-e-kar Batanay wala hu Jis ki Madat say ap Online Earning Karna Start Kar saktay hain wo bhe Blogging kar kay.

What is Meant by Blogging?

Firstly! What is the Basic Definition of Blogging Kay Akhir kay Ye Blogging Bala hay Kia is ki Definition Ap kay Samnay Paisah Kar Raha hu Zara Goor Farmayea ga.

Basicly Blogging ak Online Tariqa hay Ak kitab ki tarah jisay log Daily Basis par aakar Likhtay hain.

Blogging ka Sab Say Bara Maqsad Apnay Khialat ka Khul kar izhar karna or Doosray logo kay sath Apnay Ideas or Knowledge ko Share karna Blogging Kahlata hayy.


Complete Knowledge about Blogging in Urdu

Jaisa kay ap sub log Jantay hain kay Dunia ka Sub say bara Search Engine Google hay or Google par hamain Jis bhe cheez kay Mutalliq Information ya Knowledge Chahiye hote hay to Wo sirf ak Click may hamare Ankho kay samnay aajate hain.


Kabhe Ap logo nay ye Socha hay kay Akhir ye Sara Knowledge Google par kahan say aaraha hay or Kon is par Upload or Publish kar raha hay.


Ji Haan! agar Ap log bhe is Blogging ki Field ko aagay Continoue kar tay hain to Ap bhe Google kay Upar Knowledge Share Kar payain gay.


What is Blog and What is Blogger in Urdu:

Blog: Agar ap log is Post ko Parhtay hue or Information Latay hue yahan tak aagaye hain to Mubarak ho ap Log Blogging ki Journey ko Start kar chukain hain 


Who is Blogger: Blogger Basically wo hota hay jo ak Blog Create karata hay Ak Professional Blogger bannay kay lia ap ko Bhat sare Cheezo ki Zaroorat hote hay ap sirf ak blog Create kar kay Blogger ka Darjay tak Pounchay gay


How to Become a Professional Blogger

Dosto ap logo ko ak Professional Blogger bannay kay lia Sub say Phlay to Apne ak Blog/Website Create karne hoge Jis ki madat say ap Apnay Ideas ko Google tak Pounchaye gay or Ap ki Website ya Blog par Visitors aayangay Or ap kay Bataye hue Content ko Detailed Study Karaingay.


Dosto ab bat  aate hay kay hmay to Koi Knolwrdge he nhi hay to hm Kia Likhay gay Website par Jis say Visitors aaye.


How we Select a Profitable Niche for Start Blogging:

To maray bhai Sab say phlay to ap ko apnay andar daikhna hay kay ap kia cheez may achay ho or ap ko kis cheez ka intertest hay jaisay kay bhat saray log Mobile may intrested hotay hain.To Ap log apnay ideas ko ak blog Website ki shakal may Duinya kay samnay paisah karsaktay hain or ache khasse kamai karsaktay hain 


Best Trick to find Profitable Niche

Dosto agar ap Log apnay interest ko pachan chukay hain to well and Good agar nhi Paichan Paye to koi bat nhi ap ka bhai ap kay lia ak bahtreen Trick lay kar aaya hay jis ki madat say ap ka Best 
Profitable Niche ko Select kar saktay hain or is par website banaker andha paisa kama saktay hain.

Dosto ap ko sub say phlay apnay kis si bhe Browser par jana hoga or Or ak Keyword Search karna hoga like Football or Seo or any ting agar ap kay samany bhat sare website show hogaye ge. Ab ap nay har website ko on karna hay or is ki sub categories ko dekhna hay Jab ap !0 websites ko On karaingay to Har website may ap ko 5 categories to zaroor dekhainge.

10 websites ki 5 categories to ho Gaye 50 categories ab is may say 10 fav Categories ko select karlain or ab is may say bhe apne mann marzi kay mutabiq 1 Niche select karlain or Paisay Kamana shuru kardain.

Best Platform For Start Blogging

Dosto ab may Ap ko batanay wala hu kay Best Platform for Start Blogging in 2021. Dosto is jaga par aakar har banda atak jata hay kay blogging kis Platform par start karain. Takay Earning bhe jaldi start hogaye

To ab may ap ki sare parashani hal karnay wala hu Phlay to ap ko ye bata do kay Website Create karnay kay lia basic requirement kon kon se hain.

Requirement For Website Creation

Friends Ak Professional website bananay kay lia ap ko Kuch na Kuch invest to karna paray ga Lakin agar ap kay pass invest kay lia kuxh paisay nhi to koi bat nhi ap free may bhe apne ak website create karsaktay hain

Basic Requirements hain Website banaye kay lia 

  • Domain
  • Hosting

WordPress vs Blogger

Freiends Blogging Start karnay kay lia do basic Platform hain. WordPress or Blogger.WordPress par websiyte Create karnay kay lia ap ko hosting ki zaroorat hote hay or ak TLD means Top Level Domain ki bye zaroorat hote hay.

Lakin ak free website bananay kay lia or beginner's blogger kay initial start kay lia Blogger best platform hay yahan na to ap ko Domain ki need hote hay or na apne website ki host karwanay ki tansion hote hay.

How to Start a Blog and Make Money through it 


Dosto website bananay kay bad ap logo kay pass ak option hota hay kay ap apne website ki traffic ko earning may convert karsaktay hain yane kay monetize karwasaktay hain 

Post a Comment

0 Comments